bharosa poetry in urdu 2 lines

Table of Contents

bharosa poetry in Urdu 2 lines

Welcome to our blog, where the delicate of bharosa poetry in Urdu 2 lines intertwines with the profound concept of “bharosa” (trust) in the realm of emotions. In just two lines, we delve into the depths of human connection and vulnerability, exploring the essence of faith and reliance through the eloquent expressions of Urdu poetry. Join us on this poetic journey as we unravel the beauty of “bharosa” poetry in Urdu.

also related beautiful urdu text poetry:

کوئی نہیں ہے یہاں اعتبار کے قابل

کسی کو راز بتاو گے مارے جاؤ گے

koi nahi hai yahan aitbaar ke qabil

kisi ko raaz btao ge maaray jao ge

bharosa poetry in urdu 2 lines

ہر شخص تو فریب نہیں دیتا_!!

مگر اب اعتبار زیب نہیں دیتا_!!

har shakhs to fraib nahi deta_! !

magar ab aitbaar Zaib nahi deta_! !

ہر حقیقت فریب لگتی ہے

جب کوئی اعتبار کھو بیٹھے

har haqeeqat fraib lagti hai

jab koi aitbaar kho baithy

bharosa poetry in urdu 2 lines

پھر اس کی ہر ادا سے چھلکنے لگا خلوص

جب مجھ کو اعتبار کی عادت نہ رہی

phir is ki har ada se chhalakne laga khuloos

jab mujh ko aitbaar adat bn jaye gi

اپنوں کے بدلنے کا دکھ نہیں مجھے

میں بس اپنے اعتبار سے پریشان ہوں

apnon ke badalny ka dukh nahi mujhe

mein bas –apne aitbaar se pareshan hon

ہر شخص تو فریب نہیں دیتا_!!

مگر اب اعتبار زیب نہیں دیتا_!!

har shakhs to fraib nahi deta_! !

magar ab aitbaar Zaib nahi deta

مَيرے اَندر کُچھ ٹُوٹا ہے.

دُعا كَرو__آعتبار نَہ ہُو۔۔

mere andar kُchh toota hai .

dُaa itbar na nah hُo.

نہیں تھا اعتبار اس کو میری مخلصی پر

کھو دیا اس نے مجھے آزماتے آزماتے

nahi tha aitbaar is ko meri mukhlasi par

kho diya is ne mujhe azmatay azmatay

بہت زور سے ہنسا میں بڑی مددتوں کےبعد

آج پھر کہا کسی نے میرا اعتبار کیجیے

bohat zor se hansa mein barri mudto ke baad

aaj phir kaha kisi ne mera aitbaar kiijiye

جس دن سے توڑا اعتبار میرا اس نے

میرا اعتبار سے اعتبار اٹھ گیا

jis din se tora aitbaar mera is ne

mera aitbaar se aitbaar uth gaya

جانتا تھا کھا رہا ہے بے وفا جُھوٹی قسم

سادگی دیکھو کہ پِھر بھی اِعتِبار آ ہی گیا

jaanta tha kha raha hai be wafa Jhooti qisam

saadgi dekho ke pِhr bhi aitbaar aa hi gaya

اعتبار کیجیئے تو صرف اندھوں کا

جنہوں نے رنگ برنگی دنیا نہیں دیکھی

aitbaar kijiye to sirf andhon ka

jinhon ne rang barangi duniya nahi dekhi

تیرے بدلنے کا دکھ نہیں ہے

میں اپنے اعتبار پر شرمندہ ہوں

tairay badalny ka dukh nahi hai

mein –apne aitbaar par sharminda hon

کوئی نہیں ہے یہاں اعتبار کے قابل

کسی کو راز بتاو گے مارے جاؤ گے

koi nahi hai yahan aitbaar ke qabil

kisi ko raaz btao ge  mary jao gy

میں اس کے وعدے کا اب بھی یقین کرتا ہوں

ہزار بار جسے آزما لیا میں نے

mein is ke waday ka ab bhi yaqeen karta hon

hazaar baar jisay aazma liya mein ne

مجھے ہے اعتبار وعدہ لیکن

تمہیں خود اعتبار آئے نہ آئے

mujhe hai aitbaar wada lekin

tumhe khud aitbaar aaye nah aaye

جان تجھ پر کچھ اعتماد نہیں

زندگانی کا کیا بھروسا ہے

jaan tujh par kuch aetmaad nahi

zindagani ka kya bhrosa hai

میں اب کسی کی بھی امید توڑ سکتا ہوں

مجھے کسی پہ بھی اب کوئی اعتبار نہیں

mein ab kisi ki bhi umeed toar sakta hon

mujhe kisi pay bhi ab koi aitbaar nahi

bharosa poetry in urdu 2 lines

نہ کوئی وعدہ نہ کوئی یقیں نہ کوئی امید

مگر ہمیں تو ترا انتظار کرنا تھا

nah koi wada nah koi yaqeen nah koi umeed

magar hamein to tra intzaar karna tha

یہ اور بات کہ اقرار کر سکیں نہ کبھی

مری وفا کا مگر ان کو اعتبار تو ہے

yeh aur baat ke iqraar kar saken nah kabhi

meri wafa ka magar un ko aitbaar to hai

ہم آج راہ تمنا میں جی کو ہار آئے

نہ درد و غم کا بھروسا رہا نہ دنیا کا

hum aaj raah tamanna mein jee ko haar aaye

nah dard o gham ka bhrosa raha nah duniya ka

ترے وعدے پر جیے ہم تو یہ جان جھوٹ جانا

کہ خوشی سے مر نہ جاتے اگر اعتبار ہوتا

tre waday par jie hum to yeh jaan jhoot jana

ke khushi se mar nah jatay agar aitbaar hota

یا تیرے علاوہ بھی کسی شے کی طلب ہے

یا اپنی محبت پہ بھروسا نہیں ہم کو

ya tairay ilawa bhi kisi shai ki talabb hai

ya apni mohabbat pay bhrosa nahi hum ko

بھولی باتوں پہ تیری دل کو یقیں

پہلے آتا تھا اب نہیں آتا

bholi baton pay teri dil ko yaqeen

pehlay aata tha ab nahi aata

عادتاً تم نے کر دیے وعدے

عادتاً ہم نے اعتبار کیا

aadtan tum ne kar diye waday

aadtan hum ne aitbaar kya

عشق کو ایک عمر چاہئے اور

عمر کا کوئی اعتبار نہیں

ishhq ko aik Umar chahiye aur

Umar ka koi aitbaar nahi

مسافروں سے محبت کی بات کر لیکن

مسافروں کی محبت کا اعتبار نہ کر

musafiron se mohabbat ki baat kar lekin

musafiron ki mohabbat ka aitbaar nah kar

ثبوت ہے یہ محبت کی سادہ لوحی کا

جب اس نے وعدہ کیا ہم نے اعتبار کیا

saboot hai yeh mohabbat ki saada loohi ka

jab is ne wada kya hum ne aitbaar kya

کسی پہ کرنا نہیں اعتبار میری طرح

لٹا کے بیٹھوگے صبر و قرار میری طرح

kisi pay karna nahi aitbaar meri terhan

luta ke betho sabr o qarar meri terhan

جھوٹ پر اس کے بھروسا کر لیا

دھوپ اتنی تھی کہ سایا کر لیا

jhoot par is ke bhrosa kar liya

dhoop itni thi ke sayaa kar liya

دیواریں چھوٹی ہوتی تھیں لیکن پردہ ہوتا تھا

تالوں کی ایجاد سے پہلے صرف بھروسہ ہوتا تھا

diivaaren choti hoti theen lekin parda hota tha

تالوں ki ijaad se pehlay sirf bharosa hota tha

مری طرف سے تو ٹوٹا نہیں کوئی رشتہ

کسی نے توڑ دیا اعتبار ٹوٹ گیا

meri taraf se to toota nahi koi rishta

kisi ne toar diya aitbaar toot gaya

اے مجھ کو فریب دینے والے

میں تجھ پہ یقین کر چکا ہوں

ae mujh ko fraib dainay walay

mein tujh pay yaqeen kar chuka hon

دل کو تری چاہت پہ بھروسہ بھی بہت ہے

اور تجھ سے بچھڑ جانے کا ڈر بھی نہیں جاتا

dil ko tri chahat pay bharosa bhi bohat hai

aur tujh se bhichar jane ka dar bhi nahi jata

مجھ سے بگڑ گئے تو رقیبوں کی بن گئی

غیروں میں بٹ رہا ہے مرا اعتبار آج

mujh se baggar gaye to rakiboon ki ban gayi

gheiron mein Butt raha hai mra aitbaar aaj

بہت قریب رہی ہے یہ زندگی ہم سے

بہت عزیز سہی اعتبار کچھ بھی نہیں

bohat qareeb rahi hai yeh zindagi hum se

bohat Aziz sahi aitbaar kuch bhi nahi

آپ کا اعتبار کون کرے

روز کا انتظار کون کرے

aap ka aitbaar kon kere

roz ka intzaar kon kere

Leave a Comment